Showing posts with label JAI BHARAT. Show all posts
Showing posts with label JAI BHARAT. Show all posts
भारत कि मुश्किल स्थिति में एक मुस्लिम भारतीय का राष्ट्रीय रक्षा कोष में सबसे बड़ा दान।

भारत कि मुश्किल स्थिति में एक मुस्लिम भारतीय का राष्ट्रीय रक्षा कोष में सबसे बड़ा दान।



नीजाम मीर उसमान हैदराबाद
रियासत के अंतिम निज़ाम थे।
जिनका:
जन्म-6 अप्रैल 1886
मृत्यु-24 फ़रवरी 1967
****
1911 से 1948 तक वे इस रियासत के निज़ाम (शासक) रहे और उसके पश्चात 1956 तक उसके संवैधानिक प्रमुख भी रहे।
वे एक समय में विश्व के
सबसे धनी व्यक्तियों में
से एक थे।

पाकिस्तान से 1965 का
युद्ध जीतने के बाद देश
की आर्थिक स्थिति कुछ
सही नहीं थी ।

जब सम्भावित युद्धों की स्थिति
से निपटने के लिए धन की आवश्यकता पड़ी तो इसके
लिए तत्कालीन प्रधानमंत्री
श्री लाल बहादुर शास्त्री ने
राष्ट्रीय रक्षा कोष की स्थापना की।

स्थापना करने के साथ ही उन्होंने
लोगों से इसमें दान देने की अपील भी की.
शास्त्री जी ने तमाम राजाओं और
सूबेदारो तक यह बात पहोचाई।
।।
शास्त्री जी ने जब नीजाम मीर उसमान से भी इस संबंध में बात की तो नीजाम मीर उसमान ने अपना भारतीय धर्म निभाते हुए बीना किसी संकोच के↓↓

5 टन सोना देने की घोषणा की।

और आज अंतर्राष्ट्रीय बाज़ार
में पाँच टन सोने की कीमत
तकरीबन 1,620 करोड़ रूपए
आँकी गई है.

ये राष्ट्रीय रक्षा कोष का
सबसे बड़ा दान था।

उनका दान आज भी अमर है।
उस समय उनके द्वारा दी  इस
सहायता से देश को आर्थिक रूप
से सक्षम बनाने मे बेहद मदद
मिली।

                   *जय हिन्द*


mujhe GARV HAI apne HINDUSTANI hone par |

mujhe GARV HAI apne HINDUSTANI hone par |

« post puri PADE apko GARV hoga »

HINDUSTAN kewal ek DESH NAHI ye vo sthan hai jaha PRITHVIRAJ chowhan,Bhagat Singh , SHIVAJI, MAHARANA PRATAP jaise veer paida hue hai.
Jo najane kitno ke mahan aadarsh pareranawadi bane
hai.

es DESH ko jagat guru KAHA jata hai
KYUKI es mahan BHARAT me sikhne KO bohat Kuch hai .
yaha prachin mahan granth SE LEKAR KRANTIKARIYO,lekhko, kaviyo AUR  mahan logo ki
jewni aur atmakathaye
bharatwasiyo ke sath Kai logo   ke LIYE ek parerana wale strot hai


mujhe GARV HAI apne HINDUSTANI hone par

kyuki_

mere DESH ko jagat guru KAHA jata hai.

mere DESH me apni matrabhumi BHARAT ko MA ka darja Diya JATA hai.

yaha SABHI HINDU aur MUSLIM BHAI ek SATH bhaichare se RAHTE HAI.

ye wo Paawan DESH hai JISNE CHINA KO BUDHA DIYA AUR USNE HUMKO yudha Diya.

yaha MAHARANA PRATAP JI JAISE MAHARAJAO ne janm LIYA jinhone MARTE DUM tak apne HIND SWARAJ KE LIYE MUGLO se sangharsh kiya.

es jagah bhagat ji jaise krantikariyo ne janm LIYA Jo APNE aajad BHARAT ke LIYE apni jaan ka BALIDAN tak de gaye.

yahi HUA un RAM ji ka janm jinhone apne pita ke vachan ke karan 12 saal ka vanvas swikar kiya.

esi jagah hua mahtama Gandhi(Bapu) ka janm JINHE aaj afrika jaise desho me bhi mahapurush ke rup me jana
JATA hai.

esi jagah hua thaa un SHIVAJI MAHARAJ ka janm jinhone SAMPURN BHARAT ko aajad kiya mugal AURANGJEB ke KHOUF se.

yahi hua us yuva swami Vivekanand ka janm jinhone
APNI yuva jewan me hi kai videsho me APNI matrabhumi ka NAAM Roshan Kiya , jisne sabhi yuvao ko hamesh aage badte rahne ki Salah di
AUR unhe yakin dilaya ki vo hamesha unke sath hai.

yahi hua ek lohpurush (Ironman) sardar vallabh Bhai ka janm jisne sampurn Rajputana ko ek KAR Rajasthan banaya RAJYO KO MILAKAR BHARAT banaya.

yahi hua thaa us Buddh ka janm jisne aage chalkar  pure CHINA me paida Kiya ek Naya dharm yani ki sare budhist Hindu hai.

yahi hua matra,pitra BHAKT shrawan ka janm jisne apne netrahin ma bap ko karayi charodham ki Yatra kewal akele aur paidal.

yahi hua Rajputana veer pritviraj chowhan ka janm
JISNE 13 SE BHI jyada BAAR yudh me Mohammad gouri ko haraya AUR uske baar baar kshama mangne par use jewandan diya
par PRITHVIRAJ JI ke ek yudh harne par UNHE bandhi banaliya gaya aur
unki aakho me mohmmad gauri ke dwara sariya ghusane ke bad aanda karwa Diya gaya
par andhe KARNE ke bavjud
BHI PRITHVIRAJ ji ne gouri ko kewal apne ek teer SE MAR giraya

yahi hua rani LAKSHMI Bai ka lanm jinhone apne samrajya AUR JANTA ke LIYE kiya sari British hukumat par ghamasan hamla


  agar AUR UDAHRANO ki bato par gour KARE to likhte likhte jagah KAAM pad jayengi.
KYUKI BHARAT par julm KARNE wale kam par un julmiyo ka SATH dene wale gaddar jyada hua KARTE thai Akhir gaddar KAHA NAHI hote har jagah kahi Na kahi koi na koi gaddar nikal
hi JATA hai

aur BHARAT me sabhi krantikariyo ki sangya
Kuch fauladi parshuram ji, SHIVAJI, MAHARANA PRATAP aur bhagat singh jaisi hi hai

Kyuki
BHARAT me kami
krantikariyo ki NAHI
balki kami UNKE ubharne ki hai Kuch gumnam rah jate hai to Kuch gumnam hi rahna chahte hai

{SABHI KRANTIKARIYO KO DIL SE SALAM}

PAR ESI JAGAH (BHARAT me)

ESI JAGAH hua Mahabharat ka wo vinashkari yudha jisne sampurn prithvi (duniya) ko hila Diya jiske prabhav SE Hui Pure duniya ki arthvyavastha dadal gayi.

yahi hua un muglo ka uday AUR vikas (Babar ke bad) jinhone mara,kata un hinduo ko
jinhone nahi swikara Islam
jinhone NAHI chodi BHAGWAN ki Pooja

yahi hua us ashwathama ka janm jisne dronputra hokar BHI Kiya apne pita ke param shishya ARJUN ke aadhe pariwar ka khatma.

yahi hua us  brahman  RAWAN ka janm jisne vaivahit(shadishuda) hokar BHI Kiya pativrata SITA ji ka haran.

yahi hua MAMA kans ka janm jisne apni maut (kaal) ke Daar SE Kiya apni hi sagi Bahan dewki ke putro ka khatma.

   PAR EN SAB KE JANM AUR UDAY hona BHI JARURI THAA TAKI SABKO PATA CHAL JAYE KI ADHARM AUR JHUT KITNA BHI BADA TAKATWAR KYU NA HO PAR DHARM AUR SACCHAI KE AAGE USE HARNA HI PADTA HAI.
KYUKI ENME SE EK BHI AISA NAHI HAI jska ANT, khatma  NA HUA HO (par ek ashwathama hai Jo aaj BHI hajaro salo se jinda hai AUR apne karmo ka fal Aaj BHI jinda rahkar bhog RAHA hai)

      HINDU SANSKRITI KI YE
                    VANI
       SADEV AJAR AMAR HAI

KI.
             SATYA MEV JAYTE
                  “सत्य मेव जयते;
yani SACH ki hamesha jeet Hoti  hai

POST ACHI LAGE TO KIPAYA SHARE KARE
PAR(DON'T USE COPY AND PAST)

DHANYAWAD.


BHARAT ki 60+ महान हस्तियों ki जन्म tarikhe

BHARAT ki 60+ महान हस्तियों ki जन्म tarikhe

Bharat ki 60+ mahan hastiyo ki date of birth Hindi me

महान हस्तियों  ki जन्म tarikhe
mahino me a to z

60 +

1.January

12-1-1863 स्वामी विवेकानंद

Swami Vivekananda ji KE bare
Me likhi pade HAMARI ye post
Click KARE

28-1-1865 लाला ल|जपतराय
1-1-1894 जगदीश चंद्र बोंज
23-1-1897 सुभाष चंद्र बोंज
13-1-1949 राकेश शर्मा
20-1-1900 जनरल के.ऍम.    करिअप्पा
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

2.February.

18-2-1486 महाप्रभु चेतन्य
18-2-1836 रामकुष्ण परमहंस
22-2-1873 मोहम्मद इकबाल
13-2-1879 सरोजिनी नायडु
29-2-1896 मोरारजी देसाइ
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

3.March

23-3-1910 डॉ. राममनोहर लोहिया
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

4.April...

15-4-1469 गुरु नानक देवजी
14-4-1563 गुरु अर्जुन देवजी
14-4-1891 डॉ.भीमराव                   आंबेडकर
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

5.May

5-5-1479   गुरु अमरदास
31-5-1539 महाराणा प्रताप

pade HAMARE BLOGG me jai Rajputana lebles Ki posts click kare

6-5-1861   मोतीलाल नेहरु
7-5-1861   रविन्द्रनाथ टेगोर
(Rashtra gaan rachayta)
9-5-1866   गोपालकृष्ण गोखले
24-5-1907 महादेवी वर्मा
2-5-1921   सत्यजित राय
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

6.Jun

26-6-1838 बंकिमचंद्र चट्टो         पाध्याय

Rashtra geet KE rachayata (vande matram)
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

7.July

23-7-1856 लोकमान्य तिलक
31-7-1880 प्रेमचंद मुनशी
29-7-1904 जे. आर. डी. टाट| (RATAN TATA)
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

8.August

27-8-1910  मधर टेरेसा (mother Teresa)
29-8-1905  ध्यानचंद
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

9.September

26-9-1820 ईश्वरचंद्र           विद्यासागर
4-9-1825  दादाभाई नवरोजी
10-9-1887 गोविंद वल्लभ पंत
5-9-1888  डॉ. राधाकृष्ण
11-9-1895 विनोबा भावे
27-9-1907 भगतसिंह
15-9-1861 ऍम.विश्वसरेइया
15-9-1876 शरदचंद्र चटोपाध्याय
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

10.October

1-10-1847 डॉ. ऐनी.बेसन्ट
2-10-1869 महात्मा गांधीजी

mahatma Gandhi KE bare me pade hamari ye post click KARE

22-10-1873 स्वामी रामतीर्थ
31-10-1875 सरदार वल्लभभाई पटेल
31-10-1889 आचार्य नरेन्द्रदवे
11-10-1902 जयप्रकाश नारायण
30-10-1909 डॉ. होमी भाभा
19-10-1920 पांडुरंग शास्त्रीजी
आठवले पु. दादा
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

11.November

13-11-1780 महाराणा रणजीतसिंह
4-11-1845 वासुदेव बळवंत फडके
7-11-1858 बिपिनचंद्र पाल
30-11-1858 जगदीशचंद्र बोज
5-11-1870 देशबंधु चितरंजनदास
11-11-1888 मौलाना आज़ाद
4-11-1889 जमनालाल बजाज
19-11-1917 श्रीमती इंदिरागांधी
23-11-1926 श्री सत्यसाई बाबा
4-11-1939 शकुंतलादेवी
12-11-1896 सलीमअली

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

12.December

9-12-1484 महाकवि सूरदास
25-12-1861 मदनमोहन मालविया
27-12-1869 ठक्कर बापा
7-12-1879 चक्रवर्ती राजगोपालचारी
3-12-1884 डॉ. राजेन्द्रप्रसाद
30-12-1887 कनैयालालमुनशी
11-12-1931 राजेन्द्रकुमार जेन ओसो रजनीश
22-12-1887 रामानुजम

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

EN SABHI mahapursho ko mera shat shat naman jinhone ES DESH KA NAAM roshan KIYA
DESH KE LIYE shahid huye

ESE hi veer, mahapursh aur krantikari humare DESH me paida hote RAHE
yahi hamari ishwar se dua hai

jai hind.
vande matram


Popular Posts