Chamatkar karenge gaytrimantra ke niymit jap

Ma gaytri ka ye chamatkari mantra
.
                              ॐ भूर्भुवः      
              स्वःतत्सवितुर्वरेण्यंभर्गो   देवस्यः                                 .            धीमहिधियो यो नः प्रचोदयात

Is mantra ko hum gaytri mantra kahate he
bhagwan se mansik shanti budhi aur swasthay is mantra dwara hi pouranik tarike se manga jata he

is mantra ki vyakhya kuch is prakar he

               ॐ = प्रणव
   भूर = मनुष्य को प्राण प्रदाण करने वाला
      भुवः = दुख़ों का नाश करने वाला
     स्वः = सुख़ प्रदाण करने वाला
              तत = वह,
      सवितुर = सूर्य की भांति उज्जवल
          वरेण्यं = सबसे उत्तम
       भर्गो = कर्मों का उद्धार करनेवाला
             देवस्य = प्रभु
     धीमहि = आत्म चिंतन के योग्य (ध्यान)
              धियो = बुद्धि,
                 यो = जो,
              नः= हमारी,
      प्रचोदयात् = हमें शक्ति दें (प्रार्थना)

.
iska vegyanic praman bhi he ki gaytri mantra padne se ya iska jap ya dhyan karne se sharir v mastishk me  ek gunj (kampan) utpan hoti he Jo hamare masthisk ki sabhi nas nadiyo ko shudh kar deti he v masthisk sucharu rup se kary karta  he
Sharir ki bhi nas nadiyo par I ska a cha prabhav padta he
Jab hum mantra ka jap karte he to hamare aaspas ki nakaratmak urja nasht ho jati jisse hamare vacharo par bhi prabhav pasta he hum acha sochte he air hamri Karya kshamta bhi achi ho jati
is mantra ke jap se ap ko ishawar se judne ka bhi avasar mil jata he
Ha ye such he ye mantra hame ishwar sejodta he
Aur iski sadhna karne ke pashchat vyakti sadev swasth sabal Bhutto bhavishya dekhne wala ban jata he

Aap agar kisi bhi rog se pidit he to gaytri mantra ko man hi man jap ke ishwar se yah ptathna kare ki vah apke rog ko har rahe he shriti ka sukh mujhme sama raha he
Parmatma ne mujhe purn navin (naya) kar diya he to apke taman rog dur ho jayenge
.
        Isliye mera toh  sabse yahi nivedan he ki prati din subhah swach man se gaytri mantra ka jap kare aur sadev swasth bhudhiman bane rahe apne sakaratmakta badaye
 

        . JAI MA GAYTRI

Share this

Related Posts

Previous
Next Post »

Popular Posts